Dunya me kul 196 mulk hai jisme kamobesh 72 mulk musalmano ke control me hai usme sirf saudi arab 1 akela mulk hai jahan sharai nizaam hai.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan masjid ke ilawa koi dusra ibadat khana nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan cinema ghar nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan sharab ki dukan nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan prostitute ka licence nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan namaz ke waqt koi kaam nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jiske airline me sharab pine ki ijazat nahi.
Ssudi arab 1 akela mulk hai jahan Qabron pe chadar phul ka rewaj nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan sadkon pe aurten be hijaab nahi.
Saudi arab 1 akela bi hai jahan shadi keliye koi cast ki Qaid nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan imamo aur maslak ki ladai nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan shadi ya aur mouqon pe loudspeaker ka behuda shor nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan Eidain our haj ke ilawa koi festival nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan ulamaon me baham ikhtalaf nahi.
Saudi arab 1 akela mulk hai jahan logon ko ek dusre ke jaan maal ka khouf nahi.
Dunya me agar wahdat ummat... ek ummat ek millat ek maslak ek mazhab aapas me muttafiq o muttahid qaum ko dekhna hai to saudi arab ke ilawa koi mulk nahi.
Deen sikhna hai to saudi arab ke ulamaon se deen sikho kiunke is zameen par agar hidayatyafta ulama baste hain to saudi arab ke ulama se pehle koi nahi..
Agar is zameen par achche deendaar ulama saudi arab ke nahi to phir yeh zameen achche Aalimon se khali hai
Islam isko nahi to kisko kahte hai.








No comments:
Post a Comment