Monday, 12 September 2016

Mayyat ke saath jaane wali cheeze

Sahi Muslim :
volume no : 2
kitabul zuhad : 3381

Hazrat Anas bin maalik(razi) se riwayat :

Nabi(saw) ne farmaya :

👉🏼 " maiyyat {marne wale} ke saath '3' cheezein jaati hain,

1} maiyyat ke rishtedar,

2} maiyyat ka maal,

3} maiyyat ke aamal,

maiyyat ke rishtedar,

aur maiyyat ka maal,

waapis aa jaate hai,

maiyyat ke aamal,

maiyyat ke saath reh jaate hain."

No comments:

Post a Comment