Sahi muslim :
Volume no : 2
kitab siffat e munfiqin : 3114
Hazrat siddiqa Qubra(razi) se riwayat :
Nabi(saw) Namaz me itna lamba Qayam farmate ke,
aap ke kadam Mubarak mein warm {swelling} aa jaate,
Mein arz kiya :
aap aisa karte hain,
Ba-wajud ye ke,
ALLAH ne aap ki agli peechli galtiya maaf kar di hain.
Nabi(saw) ne farmaya :
👉🏼 " *kya mein ALLAH ka shukar-guzar Banda na banu.*"
▪▪▪▪▪▪▪▪▪▪
No comments:
Post a Comment