〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📚 *sunnan Abu dawood : 3221*
*(sanad hasan )*
*Hazrat usmaan bin Affan(razi) se marvi hai ke,*
*Nabi(saw) jab maiyyat ko dafan kar ke faarig ho jaate,*
*tou Qabar par rukte aur farmate :*
👉🏼 *" Apne bhai ke liye istegfaar karo,*
*aur saabit qadmi ki dua karo,*
*Beshak ab iss se sawal kiya jayega."*
▪▪▪▪▪▪▪▪▪▪▪
No comments:
Post a Comment